याद आ गई वो नशीली निगाहें, यारों थाम लेना
याद आ गैइ वो नशीली निगाहें
यारों थाम लेना, थाम लेना मेरी बाहें
याद आ गई वो नशीली निगाहें
(जाम कब हमने पिया है
ये ग़म-ए-दिल का नशा है ) - 2
क्या जानूँ गिरके सम्भलना
हाँ मेरा संग संग चलना
यारों थाम लेना, थाम लेना मेरी बाहें
याद आ गई …
(है उन्ही आँखों की निशानी
ये मेरी ज़ख्मी जवानी ) - 2
मैं इन ज़ख्मों को सीके
क्या करूं होश में जीके
(यारों थाम लेना, थाम लेना मेरी बाहें
याद आ गई वो नशीली निगाहें ) - 2
yād ā gaii vo naśhīlī nigāheṅ
yāroṅ thām lenā, thām lenā merī bāheṅ
yād ā gaī vo naśhīlī nigāheṅ
(jām kab hamne piyā hai
ye ġham-e-dil kā naśhā hai ) - 2
kyā jānūṇ girke sambhalnā
hāṇ merā saṅg saṅg chalnā
yāroṅ thām lenā, thām lenā merī bāheṅ
yād ā gaī …
(hai unhī āṇkhoṅ kī niśhānī
ye merī zakhmī javānī ) - 2
maiṅ in zakhmoṅ ko sīke
kyā karūṅ hośh meṅ jīke
(yāroṅ thām lenā, thām lenā merī bāheṅ
yād ā gaī vo naśhīlī nigāheṅ ) - 2