या तू सयाना बन जा या मैं बुढ़िया बन जाऊं
या तू सयाना बन जा या मैं बुढ़िया बन जाऊं
ये प्यार का रोग बुरा है कैसे तुझको समझाऊं
ये प्यार का रोग बुरा है …
मैं दिल लगा के तुझसे बेमौत मर जाऊं
अरे ओ मेरे गुड्डे राजा आ
क्यूं मुझसे आँख चुराता है पलकें शर्म से झुकाता है
भोला हूँ मैं नादान हूँ इन बातों से मैं अन्जान हूँ
ओ ओ मेरे राम भरोसे मुझको मैं दिल में बिठाऊं आ
ओ मेरे गुड्डे राजा तुझे कैसे प्यार सिखाऊं मैं
बच कहां मुझसे पाएगा कैसे तू पीछा छुड़ाएगा
क्यों है मेरे आगे खड़ी पीछे मेरे क्यों पड़ी
आ तेरी सोई सोई धड़कन में प्यास जगा दूं
या तू सयाना बन जा …
yā tū sayānā ban jā yā maiṅ buṛhiyā ban jāūṅ
ye pyār kā rog burā hai kaise tujhko samjhāūṅ
ye pyār kā rog burā hai …
maiṅ dil lagā ke tujhse bemaut mar jāūṅ
are o mere guḍḍe rājā ā
kyūṅ mujhse āṇkh churātā hai palkeṅ śharm se jhukātā hai
bholā hūṇ maiṅ nādān hūṇ in bātoṅ se maiṅ anjān hūṇ
o o mere rām bharose mujhko maiṅ dil meṅ biṭhāūṅ ā
o mere guḍḍe rājā tujhe kaise pyār sikhāūṅ maiṅ
bach kahāṅ mujhse pāegā kaise tū pīchhā chhuṛāegā
kyoṅ hai mere āge khaṛī pīchhe mere kyoṅ paṛī
ā terī soī soī dhaṛkan meṅ pyās jagā dūṅ
yā tū sayānā ban jā …