वो पास रहें या दूर रहें
नज़रों में समाये रहते हैं
इतना तो बता दे कोई हमें
क्या प्यार इसी को कहते हैं
छोटी सी बात मुहब्बत की
और वो भी कही नहीं जाती
कुछ वो शरमाये रहते हैं
कुछ हम शरमाये रहते हैं
मिलने की घड़ियाँ छोटी हैं
और रात जुदाई की लम्बी
जब सारी दुनिया सोती है
हम तारे गिनते रहते हैं
वो पास रहें या दूर रहें
नज़रों में समाये रहते हैं
इतना तो बता दे कोई हमें
क्या प्यार इसी को कहते हैं
vo pās raheṅ yā dūr raheṅ
nazroṅ meṅ samāye rahte haiṅ
itnā to batā de koī hameṅ
kyā pyār isī ko kahte haiṅ
chhoṭī sī bāt muhabbat kī
aur vo bhī kahī nahīṅ jātī
kuchh vo śharmāye rahte haiṅ
kuchh ham śharmāye rahte haiṅ
milne kī ghaṛiyāṇ chhoṭī haiṅ
aur rāt judāī kī lambī
jab sārī duniyā sotī hai
ham tāre ginte rahte haiṅ
vo pās raheṅ yā dūr raheṅ
nazroṅ meṅ samāye rahte haiṅ
itnā to batā de koī hameṅ
kyā pyār isī ko kahte haiṅ