वो मेरी नींद मेरा चैन मुझे लौटा दो
वो मेरी नींद मेरा चैन मुझे लौटा दो
वो मेरी नींद मेरा चैन मुझे लौटा दो
वो मेरा प्यार मेरा दर्द मुझे लौटा दो
नींद जितनी भी मैने खोयी है
चैन जितना भी मैने खोया है
वो मेरी नींद मेरा चैन मुझे लौटा दो
वो मेरा प्यार मेरा दर्द मुझे लौटा दो
एक मासूम दिल है और सितम हैं कितने - 2
इस मुहब्बत के सिवा और भी ग़म हैं कितने - 2
मेरे इश्क़ का इम्तहान यूँ ना लो
तुम्हें है क़सम मेरी जान यूँ ना लो
ख्वाब जितने भी मैंने देखे हैं
याद जितना किया है मैंने तुझे
वो मेरे ख्वाब मेरी याद मुझे लौटा दो
वो मेरी नींद मेरा चैन मुझे लौटा दो
वो मेरा प्यार मेरा दर्द मुझे लौटा दो
ये मेरी भूल थी जो मैने तुझे प्यार किया - 2
न मिलने वाले मुहब्बत का इन्तज़ार है - 2
ये क्या रंग लाई है मेरी वफ़ा
मिली है मुझे किस लिये ये सज़ा
तेरी चाहत की प्यास थी मुझको
तुझको पाने की थी उम्मीद मुझे
वो मेरी प्यास वो उम्मीद मुझे लौटा दो
वो मेरी नींद मेरा चैन मुझे लौटा दो
नींद जितनी भी मैने खोयी है
चैन जितना भी मैने खोया है
वो मेरी नींद मेरा चैन मुझे लौटा दो
वो मेरा प्यार मेरा दर्द मुझे लौटा दो
वो मेरे ख्वाब मेरी याद मुझे लौटा दो
वो मेरी प्यास वो उम्मीद मुझे लौटा दो!!
vo merī nīṅd merā chain mujhe lauṭā do
vo merī nīṅd merā chain mujhe lauṭā do
vo merā pyār merā dard mujhe lauṭā do
nīṅd jitnī bhī maine khoyī hai
chain jitnā bhī maine khoyā hai
vo merī nīṅd merā chain mujhe lauṭā do
vo merā pyār merā dard mujhe lauṭā do
ek māsūm dil hai aur sitam haiṅ kitne - 2
is muhabbat ke sivā aur bhī ġham haiṅ kitne - 2
mere iśhq kā imthān yūṇ nā lo
tumheṅ hai qasam merī jān yūṇ nā lo
khvāb jitne bhī maiṅne dekhe haiṅ
yād jitnā kiyā hai maiṅne tujhe
vo mere khvāb merī yād mujhe lauṭā do
vo merī nīṅd merā chain mujhe lauṭā do
vo merā pyār merā dard mujhe lauṭā do
ye merī bhūl thī jo maine tujhe pyār kiyā - 2
na milne vāle muhabbat kā intazār hai - 2
ye kyā raṅg lāī hai merī vafā
milī hai mujhe kis liye ye sazā
terī chāhat kī pyās thī mujhko
tujhko pāne kī thī ummīd mujhe
vo merī pyās vo ummīd mujhe lauṭā do
vo merī nīṅd merā chain mujhe lauṭā do
nīṅd jitnī bhī maine khoyī hai
chain jitnā bhī maine khoyā hai
vo merī nīṅd merā chain mujhe lauṭā do
vo merā pyār merā dard mujhe lauṭā do
vo mere khvāb merī yād mujhe lauṭā do
vo merī pyās vo ummīd mujhe lauṭā do!!