Vo hotaa hai vo jo ... hamko jee vo ho gayaa haay raamaa raamaa

वो होता है वो जो ... हमको जी वो हो गया हाय रामा रामा
Year
Language

वो होता है वो जो बस हो जाता है
होता है ना जिसमें कुछ हो जाता है
हाय हाय हाय
वो होता है …

हमको जी वो हो गया हाय रामा रामा
अरे चुपके चुपके ऐसे गुल हो जाता है
अरे अपना जी गुल हो गया हाय रामा रामा
रामा रामा रामा रामा हाय रामा रामा

हो सुनते हैं सपनों में बातें सुनी हुई
ओढ़ के नींदों में हम रातें बुनी हुई
हो आँखों में कहानी है ख्वाबों की ज़ुबानी है
जागा रात भर सुबह को मैं सो गया
हाय रामा रामा

मस्ताना कदमों को रस्ता जुदा लगे
हर पत्थर का चेहरा जैसे ख़ुदा लगे
देखो तो नादानी है समझो तो रूमानी है
झूठा सा ये पल सच्चा कैसे हो गया
हाय रामा रामा

अपना जी वो खो गया
अरे चुपके से गुल हो गया
हमको जी वो हो गया
हाय रामा

vo hotā hai vo jo bas ho jātā hai
hotā hai nā jismeṅ kuchh ho jātā hai
hāy hāy hāy
vo hotā hai …

hamko jī vo ho gayā hāy rāmā rāmā
are chupke chupke aise gul ho jātā hai
are apnā jī gul ho gayā hāy rāmā rāmā
rāmā rāmā rāmā rāmā hāy rāmā rāmā

ho sunte haiṅ sapnoṅ meṅ bāteṅ sunī huī
oṛh ke nīṅdoṅ meṅ ham rāteṅ bunī huī
ho āṇkhoṅ meṅ kahānī hai khvāboṅ kī zubānī hai
jāgā rāt bhar subah ko maiṅ so gayā
hāy rāmā rāmā

mastānā kadmoṅ ko rastā judā lage
har patthar kā chehrā jaise khudā lage
dekho to nādānī hai samjho to rūmānī hai
jhūṭhā sā ye pal sachchā kaise ho gayā
hāy rāmā rāmā

apnā jī vo kho gayā
are chupke se gul ho gayā
hamko jī vo ho gayā
hāy rāmā