Vo chaand jaisee larkee is dil pe chhaa rahi hai

वो चाँद जैसी लड़की इस दिल पे छा रहि है
Work
Year
Language

वो चाँद जैसी लड़की इस दिल पे छा रही है
आँखों के रास्ते से इस दिल में आ रही है
वो चाँद वो चाँद वो चाँद जैसी लड़की …

अल्हड़ सी भोली भाली मासूम ये शरारत
बदली नहीं है अब तक बचपन की उस की आदत
तड़पा रही हैं यादें
हो जाऊँ ना ना हो जाऊँ हो जाऊँ ना मैं पागल
आ जाए सामने वो ये जान जा रही है
वो वो चाँद जैसी लड़की …

मेरा चाँद बादलों में क्‌यूँ जा के सो गया है
अब दूर इस कदर वो क्‌यूँ मुझ से हो गया है
क्‌यूँ जी रहा हूँ तन्हा ये याद भी नहीं है
बस इतना याद है कि वो याद आ रही है
वो चाँद वो चाँद वो चाँद जैसी लड़की …

vo chāṇd jaisī laṛkī is dil pe chhā rahī hai
āṇkhoṅ ke rāste se is dil meṅ ā rahī hai
vo chāṇd vo chāṇd vo chāṇd jaisī laṛkī …

alhaṛ sī bholī bhālī māsūm ye śharārat
badlī nahīṅ hai ab tak bachapan kī us kī ādat
taṛpā rahī haiṅ yādeṅ
ho jāūṇ nā nā ho jāūṇ ho jāūṇ nā maiṅ pāgal
ā jāe sāmne vo ye jān jā rahī hai
vo vo chāṇd jaisī laṛkī …

merā chāṇd bādloṅ meṅ k‌yūṇ jā ke so gayā hai
ab dūr is kadar vo k‌yūṇ mujh se ho gayā hai
k‌yūṇ jī rahā hūṇ tanhā ye yād bhī nahīṅ hai
bas itnā yād hai ki vo yād ā rahī hai
vo chāṇd vo chāṇd vo chāṇd jaisī laṛkī …