Vo aaee lahraaee balkhaaee sharmaaee ghabraaee

वो आई लहराई बलखाई शरमाई घबराई
Year
Language

हे वो आई लहराई बलखाई शरमाई घबराई
शबनम है बिजली है क्‌या करने निकली है
हे वो आई

गोरा गोरा रंग है हाय तौबा
तीखा तीखा अंग है हाय तौबा
हाय कपड़ा तंग है हाय तौबा
अरे दुनिया दंग है हाय तौबा
खुले खुले गेसू हाय तौबा
जैसे कोई जादू हाय तौबा
ये नादान है हाय तौबा
ये अन्जान है हाय तौबा
हां ये हैरान है हाय तौबा
ओय होय ये बेइमान है हाय तौबा
छटक छटक जाए दिल इसका
भटक भटक जाए दिल इसका
पछी गोरा गोरा रंग …

इसकी जवानी तो गागर है रस की
अरे अभी अभी हुई ये अठरा बरस की
होंठों पे लाली है आँखों में काजल
इसने बनाया है मुझको तो पागल
हाय फसी गयो रे म्हारा पापा
उफ़ क्‌या चाल है हाय तौबा
उफ़ क्‌या हाल है हाय तौबा
ओ देखो उफ़ क्‌या माल है हाय तौबा
उफ़ क्‌या बाल है हाय तौबा
करे है इशारे मुड़ मुड़ के
नज़र मुझे मारे मुड़ मुड़ के हाय
ये नादान है हाय तौबा
हाय हाय ये अन्जान है हाय तौबा
वो आई लहराई …

अरे दिलफेंक लगता है लड़का कुंवारा
मैं तो समझती हूं इसका इशारा
मैं इसकी बातों में ना आने वाली
इसका तो जाएगा हर वार खाली
हे ना
फेंकम फांक है हाय तौबा
बंडलबाज है हाय तौबा
ऐ ये चालाक है हाय तौबा
हाय धोखेबाज़ है हाय तौबा
देखो मुझे देखा है जबसे
पड़ा मेरे पीछे ये तबसे
हे गोरा गोरा रंग है …

ऐ आ
ऐ पकड़ पकड़ रे इसको पकड़ रे
रे फोड़ी नाख तबला ने तोड़ी नाख पेटी रे
हाय
पछी सू हवे तो थाकी गई बदू आल राईट छेने

he vo āī lahrāī balkhāī śharmāī ghabrāī
śhabnam hai bijlī hai k‌yā karne niklī hai
he vo āī

gorā gorā raṅg hai hāy taubā
tīkhā tīkhā aṅg hai hāy taubā
hāy kapaṛā taṅg hai hāy taubā
are duniyā daṅg hai hāy taubā
khule khule gesū hāy taubā
jaise koī jādū hāy taubā
ye nādān hai hāy taubā
ye anjān hai hāy taubā
hāṅ ye hairān hai hāy taubā
oy hoy ye beimān hai hāy taubā
chhaṭak chhaṭak jāe dil iskā
bhaṭak bhaṭak jāe dil iskā
pachhī gorā gorā raṅg …

iskī javānī to gāgar hai ras kī
are abhī abhī huī ye aṭhrā baras kī
hoṅṭhoṅ pe lālī hai āṇkhoṅ meṅ kājal
isne banāyā hai mujhko to pāgal
hāy phasī gayo re mhārā pāpā
uf k‌yā chāl hai hāy taubā
uf k‌yā hāl hai hāy taubā
o dekho uf k‌yā māl hai hāy taubā
uf k‌yā bāl hai hāy taubā
kare hai iśhāre muṛ muṛ ke
nazar mujhe māre muṛ muṛ ke hāy
ye nādān hai hāy taubā
hāy hāy ye anjān hai hāy taubā
vo āī lahrāī …

are dilpheṅk lagtā hai laṛkā kuṅvārā
maiṅ to samajhtī hūṅ iskā iśhārā
maiṅ iskī bātoṅ meṅ nā āne vālī
iskā to jāegā har vār khālī
he nā
pheṅkam phāṅk hai hāy taubā
baṅḍalbāj hai hāy taubā
ai ye chālāk hai hāy taubā
hāy dhokhebāz hai hāy taubā
dekho mujhe dekhā hai jabse
paṛā mere pīchhe ye tabse
he gorā gorā raṅg hai …

ai ā
ai pakaṛ pakaṛ re isko pakaṛ re
re phoṛī nākh tablā ne toṛī nākh peṭī re
hāy
pachhī sū have to thākī gaī badū āl rāīṭ chhene