वो आए घर हमारे ... चुरा के दिल बन रहे हैं भोले
वो आए घर हमारे ख़ुदा की क़ुदरत है
कभी हम उनको कभी अपने घर को देखते हैं
चुरा के दिल बन रहे हैं भोले ( जैसे कुछ ) -2 जानते नहीं
कोई बताओ कि हम करें क्या वो हमें पहचानते नहीं
चुरा के दिल …
अभी चन्द रोज़ पहले पहली मुलाक़ात में
वो कुछ कह रहे थे हमसे हाथ ले के हाथ में
डाल गए जादू हाय जादू बात-बात में
चुरा के दिल …
आज भी सुरूर छाया कल भी सुरूर था
इतना सा फ़र्क़ लेकिन कहने को ज़रूर था
कल पीने वाला मयक़दे से दूर-दूर था
चुरा के दिल …
वो भी एक रात प्यार की ये भी एक रात है
और ही थी बात तब आज और बात है
जाने वो कहाँ है जो यहाँ मेरे साथ है
चुरा के दिल …
vo āe ghar hamāre khudā kī qudarat hai
kabhī ham unko kabhī apne ghar ko dekhte haiṅ
churā ke dil ban rahe haiṅ bhole ( jaise kuchh ) -2 jānte nahīṅ
koī batāo ki ham kareṅ kyā vo hameṅ pahchānte nahīṅ
churā ke dil …
abhī chand roz pahle pahlī mulāqāt meṅ
vo kuchh kah rahe the hamse hāth le ke hāth meṅ
ḍāl gae jādū hāy jādū bāt-bāt meṅ
churā ke dil …
āj bhī surūr chhāyā kal bhī surūr thā
itnā sā farq lekin kahne ko zarūr thā
kal pīne vālā mayaqde se dūr-dūr thā
churā ke dil …
vo bhī ek rāt pyār kī ye bhī ek rāt hai
aur hī thī bāt tab āj aur bāt hai
jāne vo kahāṇ hai jo yahāṇ mere sāth hai
churā ke dil …