ḍhol bājne lagā gāṇv sajne lagā
koī lauṭ ke āyā hai saṅg apne
vo raṅg kisne, lāyā hai
āyā re hamrā mitvā
ham jhūm jhūm gāye
nāche re hamrā manvā
ānevāle na ab jānā kabhī chhoṛ ke
paṛte ham paiṅyyā kabhī hāth kabhī joṛke
jāne na deṅge ham, ab dil toṛke
apan kuṇvar āyā, rajeśhvar āyā
saṅg apne, vo raṅg kisne lāyā hai …
muhabbat se bharā, ek dil hai jaise
mere bachapan kā sāthi, mer gāṇv
bahut mīṭhā hai pānī, is kuṇe kā
bhardī ṭhaṇḍī hai īn, pairdon ki chāoun
khulā saṅgīt hai, jaise havā meṅ
zarā āvāz to sun, chakiyon ki
rahet ghat hai, bhini bhini ley mein
surili boliyan hai, panchiyon ki
mein barso bād laut houn
to jān, ye gāoun, gīt hai, sadiyon purān