पाप का ज़ुल्म का तू विनाशक है
विनाशक विनाशक
ज़ुल्मों का भूचाल यहां जब आ जाता है
बातों का जब विकराल रूप छा जाता है
जब जब धरती पर अधर्म का तांडव होता है
हो कर लाचार जब यहां मजहब रोता है
तब ज़ुल्म का करने नाश तब पाप का करने विनाश विनाशक आता है
पाप का ज़ुल्म का तू विनाशक है
तू हाँ विनाशक है इसमें क्या शक़ है
तू विनाशक है …
आदमी ही हैवान यहां जब बन जाता है
इंसान ही जब शैतान यहां बन जाता है
आतंक से हाहाकार जब मच जाता है
डरती है ज़मीं आकाश भी जब थर्राता है
हैवान का करने नाश शैतान का करने विनाश विनाशक आता है
हर आतंक का तू विनाशक है
तू विनाशक है …
चेहरे पर जब ज़ुल्म का चेहरा चढ़ जाता है
आतंक दरिंदों का जब जब बढ़ जाता है
कानून का जब भक्षक बन जाता है
हर दुष्ट का दामन पाप से जब भर जाता है
चेहरे से पर्दाफ़ाश ज़ालिम का करने नाश विनाशक आता है
पाप का ज़ुल्म का तू विनाशक है
हाँ विनाशक है …
vināśhak vināśhak
zulmoṅ kā bhūchāl yahāṅ jab ā jātā hai
bātoṅ kā jab vikrāl rūp chhā jātā hai
jab jab dhartī par adharm kā tāṅḍav hotā hai
ho kar lāchār jab yahāṅ majahab rotā hai
tab zulm kā karne nāśh tab pāp kā karne vināśh vināśhak ātā hai
pāp kā zulm kā tū vināśhak hai
tū hāṇ vināśhak hai ismeṅ kyā śhaq hai
tū vināśhak hai …
ādmī hī haivān yahāṅ jab ban jātā hai
iṅsān hī jab śhaitān yahāṅ ban jātā hai
ātaṅk se hāhākār jab mach jātā hai
ḍartī hai zamīṅ ākāśh bhī jab tharrātā hai
haivān kā karne nāśh śhaitān kā karne vināśh vināśhak ātā hai
har ātaṅk kā tū vināśhak hai
tū vināśhak hai …
chehre par jab zulm kā chehrā chaṛh jātā hai
ātaṅk dariṅdoṅ kā jab jab baṛh jātā hai
kānūn kā jab bhakṣhak ban jātā hai
har duṣhṭ kā dāman pāp se jab bhar jātā hai
chehre se pardāfāśh zālim kā karne nāśh vināśhak ātā hai
pāp kā zulm kā tū vināśhak hai
hāṇ vināśhak hai …