Title (Indic)घूंघट में मुखड़े ... रूप दिया राम ने तो क्यूं न WorkVijeta Year1996 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand-Milind Performer Bela Writer Sameer LyricsHindiघूंघट में मुखड़े को क्यूं मैं छुपाऊं रूप दिया राम ने तो क्यूं न दिखाऊं खुश्बू अदाओं की क्यूं न लुटाऊं रूप दिया राम ने … नैना कटीले काले नशीले तीखी अदाएं कमसिन उमर है ओ जोबन रसीला कितना सजीला लंबी लटें हैं पतली कमर है बलखा के क्यूं न मैं ठुमका लगाऊं रूप दिया राम ने … मेरी जवानी अंगूरी पानी मुझमें तो है मौजों की रवानी आ सारा ज़माना मेरा दीवाना मैं तो हूँ उसके सपनों की रानी हँस हँस के बिजली मैं क्यूं न गिराऊं रूप दिया राम ने … Englishghūṅghaṭ meṅ mukhaṛe ko kyūṅ maiṅ chhupāūṅ rūp diyā rām ne to kyūṅ na dikhāūṅ khuśhbū adāoṅ kī kyūṅ na luṭāūṅ rūp diyā rām ne … nainā kaṭīle kāle naśhīle tīkhī adāeṅ kamsin umar hai o joban rasīlā kitnā sajīlā laṅbī laṭeṅ haiṅ patlī kamar hai balkhā ke kyūṅ na maiṅ ṭhumkā lagāūṅ rūp diyā rām ne … merī javānī aṅgūrī pānī mujhmeṅ to hai maujoṅ kī ravānī ā sārā zamānā merā dīvānā maiṅ to hūṇ uske sapnoṅ kī rānī hṇs hṇs ke bijlī maiṅ kyūṅ na girāūṅ rūp diyā rām ne …