वतन के फ़साने वतन की कहानी
पूरब से इक प्यारा झोंका पवन उड़ाकर लाई
आज अचानक दिलबर आया याद वतन की आई
वतन के फ़साने वतन की कहानी
सताने लगी हैं वो यादें पुरानी
वतन के फ़साने …
मेरा एक नन्हा सा बेटा था प्यारा
कभी उसको देखा नहीं फिर दुबारा
किसी हादसे में वो गुम हो गया था
अचानक कहीं भीड़ में खो गया था
लिए घूमता हूँ मैं उसकी निशानी
वतन के फ़साने …
तड़पती रही मेरी बीवी बेचारी
कई साल करती रही इंतज़ार
वतन छोड़कर ऐसा परदेस आया
बहुत देर उसको ना मैं देख पाया
बदल गई बुढ़ापे में उसकी जवानी
वतन के फ़साने …
मैं रोती हुई अपनी माँ छोड़ आया
मैं ममता भरा उसका दिल तोड़ आया
ना परदेश जा तू मुझे टोकती थी
वो रो रो के रस्ता मेरा रोकती थी
मगर एक भी उसकी मैने ना मानी
वतन के फ़साने …
pūrab se ik pyārā jhoṅkā pavan uṛākar lāī
āj achānak dilbar āyā yād vatan kī āī
vatan ke fasāne vatan kī kahānī
satāne lagī haiṅ vo yādeṅ purānī
vatan ke fasāne …
merā ek nanhā sā beṭā thā pyārā
kabhī usko dekhā nahīṅ phir dubārā
kisī hādse meṅ vo gum ho gayā thā
achānak kahīṅ bhīṛ meṅ kho gayā thā
lie ghūmtā hūṇ maiṅ uskī niśhānī
vatan ke fasāne …
taṛaptī rahī merī bīvī bechārī
kaī sāl kartī rahī iṅtazār
vatan chhoṛkar aisā pardes āyā
bahut der usko nā maiṅ dekh pāyā
badal gaī buṛhāpe meṅ uskī javānī
vatan ke fasāne …
maiṅ rotī huī apnī māṇ chhoṛ āyā
maiṅ mamtā bharā uskā dil toṛ āyā
nā pardeśh jā tū mujhe ṭoktī thī
vo ro ro ke rastā merā roktī thī
magar ek bhī uskī maine nā mānī
vatan ke fasāne …