Vaqt se din aur raat

वक़्त से दिन और रात्
Work
Year
Language

वक़्त से दिन और रात
वक़्त से कल और आज
वक़्त की हर शह ग़ुलाम
वक़्त का हर शह पे राज

वक़्त की पाबन्द हैं
आते जाते रौनके
वक़्त है फूलों की सेज
वक़्त है काँटों का ताज
वक़्त से दिन और रात …

आदमी को चाहिये
वक़्त से डर कर रहे
कौन जाने किस घड़ी
वक़्त का बदले मिजाज़
वक़्त से दिन और रात …

vaqt se din aur rāt
vaqt se kal aur āj
vaqt kī har śhah ġhulām
vaqt kā har śhah pe rāj

vaqt kī pāband haiṅ
āte jāte raunke
vaqt hai phūloṅ kī sej
vaqt hai kāṇṭoṅ kā tāj
vaqt se din aur rāt …

ādmī ko chāhiye
vaqt se ḍar kar rahe
kaun jāne kis ghaṛī
vaqt kā badle mijāz
vaqt se din aur rāt …