वही उड़ी-उड़ी घटाएं हैं, एक तुम नहीं हो तो
वही उड़ी-उड़ी घटाएं हैं, एक तुम नहीं हो तो कुछ नहीं - 2
वही भीगी-भीगी हवाएं हैं, एक तुम नहीं हो तो कुछ नहीं - 2
है कली से गुल को मिले हुए, यहाँ ज़ख़्म-ए-दिल है खिले हुए
वही कोयलों की सदाएं है, वही कोयलों की सदाएं है
एक तुम नहीं हो तो कुछ नहीं, एक तुम नहीं हो तो कुछ नहीं
जो किये थे वादे निगाहों में, वही उड़ गए आए हवाओं में
वही खोई-खोई फ़िज़ाएं हैं, वही खोई-खोई फ़िज़ाएं हैं
एक तुम नहीं हो तो कुछ नहीं, एक तुम नहीं हो तो कुछ नहीं
यहीं कल तो तुम मेरे साथ थे, गोरे हाथों में मेरे हाथ थे
मगर आज होँठों पे आहें हैं, मगर आज होँठों पे आहें हैं
एक तुम नहीं हो तो कुछ नहीं, एक तुम नहीं हो तो कुछ नहीं
vahī uṛī-uṛī ghaṭāeṅ haiṅ, ek tum nahīṅ ho to kuchh nahīṅ - 2
vahī bhīgī-bhīgī havāeṅ haiṅ, ek tum nahīṅ ho to kuchh nahīṅ - 2
hai kalī se gul ko mile hue, yahāṇ zakhm-e-dil hai khile hue
vahī koyloṅ kī sadāeṅ hai, vahī koyloṅ kī sadāeṅ hai
ek tum nahīṅ ho to kuchh nahīṅ, ek tum nahīṅ ho to kuchh nahīṅ
jo kiye the vāde nigāhoṅ meṅ, vahī uṛ gae āe havāoṅ meṅ
vahī khoī-khoī fizāeṅ haiṅ, vahī khoī-khoī fizāeṅ haiṅ
ek tum nahīṅ ho to kuchh nahīṅ, ek tum nahīṅ ho to kuchh nahīṅ
yahīṅ kal to tum mere sāth the, gore hāthoṅ meṅ mere hāth the
magar āj hoṇṭhoṅ pe āheṅ haiṅ, magar āj hoṇṭhoṅ pe āheṅ haiṅ
ek tum nahīṅ ho to kuchh nahīṅ, ek tum nahīṅ ho to kuchh nahīṅ