Vafaa jinse kee bevafaa ho gae, vo vaade mohabbat ke k‌yaa ho gae

वफ़ा जिनसे की बेवफ़ा हो गए, वो वादे मोहब्बत के क्‌या हो गए
Year
Language

हो गए दो रोज़ में, आबाद भी बरबाद भी
अब तमन्ना है यही, आए न उनकी याद भी

वफ़ा जिनसे की, बेवफ़ा हो गए
वो वादे मोहब्बत के क्‌या हो गए

जो कहते थे हम को, सदा हैं तुम्हारे
ज़माने में सबसे, जिन्हे हम थे प्यारे
वो ही आज हमसे जुदा हो गए

वो इतना बता दें, कभी पास आके
मिला क्‌या उन्हें है, हमें यूँ मिटाके
ख़ता क्‌या थी जो, वो ख़फ़ा हो गए

मेरे सामने भी अगर अब वो आएं
न दिखेंगी उनको ये बेबस निगाहें
वो जिनके लिए हम फ़ना हो गए

ho gae do roz meṅ, ābād bhī barbād bhī
ab tamannā hai yahī, āe na unkī yād bhī

vafā jinse kī, bevafā ho gae
vo vāde mohabbat ke k‌yā ho gae

jo kahte the ham ko, sadā haiṅ tumhāre
zamāne meṅ sabse, jinhe ham the pyāre
vo hī āj hamse judā ho gae

vo itnā batā deṅ, kabhī pās āke
milā k‌yā unheṅ hai, hameṅ yūṇ miṭāke
khatā k‌yā thī jo, vo khafā ho gae

mere sāmne bhī agar ab vo āeṅ
na dikheṅgī unko ye bebas nigāheṅ
vo jinke lie ham fanā ho gae