Vaaree jaavaan ... solah singaar karke godee bharaaee ve

वारी जावां ... सोलह सिंगार करके गोदी भराई वे
Work
Year
Language

वारी जावां वारी जावां वारी जावां
सौ सौ बारी सौ सौ बारी वारी जावां

सोलह सिंगार करके गोदी भराई वे
सैंयां सैंयां सैंयां सैंयां
सैंयां से खेले बहुत अब छोटू को खिलाई ले
सोलह सिंगार करके …
वारी जावां …

छोटू जो आवे घर में
छोटू जो आवे घर में
ओय होय होय होय ओय होय होय होय
छोटू जो आवे घर में नानी बहलाए
पायल पहन के नानी नाच दिखावे
वारी जावां …

हाँ छोटू जो आवे घर में
छोटू जो आवे घर में
होय होय ओय
छोटू जो आवे घर में मासी को बुलावे
nappy बदल के उनकी लोरी सुनावे
nappy? मासी की?

छोटू जो आवे घर में आवे उनके मामा
मामा? या चाचा? अं चाचा
छोटू जो आवे घर में आवे उनके मामा
दाँतों से नाड़ा पकड़े हाथों से पजामा
हो तेरी हँसी भर भर के घर में छिड़कावे
हो सोलह सिंगार करके …

vārī jāvāṅ vārī jāvāṅ vārī jāvāṅ
sau sau bārī sau sau bārī vārī jāvāṅ

solah siṅgār karke godī bharāī ve
saiṅyāṅ saiṅyāṅ saiṅyāṅ saiṅyāṅ
saiṅyāṅ se khele bahut ab chhoṭū ko khilāī le
solah siṅgār karke …
vārī jāvāṅ …

chhoṭū jo āve ghar meṅ
chhoṭū jo āve ghar meṅ
oy hoy hoy hoy oy hoy hoy hoy
chhoṭū jo āve ghar meṅ nānī bahlāe
pāyal pahan ke nānī nāch dikhāve
vārī jāvāṅ …

hāṇ chhoṭū jo āve ghar meṅ
chhoṭū jo āve ghar meṅ
hoy hoy oy
chhoṭū jo āve ghar meṅ māsī ko bulāve
nappy badal ke unkī lorī sunāve
nappy? māsī kī?

chhoṭū jo āve ghar meṅ āve unke māmā
māmā? yā chāchā? aṅ chāchā
chhoṭū jo āve ghar meṅ āve unke māmā
dāṇtoṅ se nāṛā pakaṛe hāthoṅ se pajāmā
ho terī hṇsī bhar bhar ke ghar meṅ chhiṛkāve
ho solah siṅgār karke …