Vaadaa kiyaa hai aane kaa usne ... naachenge ham disco daandiyaa

वादा किया है आने का उसने ... नाचेंगे हम डिस्cओ डांडिया
Year
Language

वादा किया है आने का उसने आएगी आएगी
आएगी वो तो मस्ती दिलों पर छाएगी छाएगी
झूमेंगे हम गाएंगे हम नाचेंगे हम Disco डांडिया

बाहों में जब वो आएगी साँसों में हलचल मचाएगी
प्यार से आँखें मिलाएगी दिल पर छाप लगाएगी
वो फुलझड़ी फूलों की झड़ी जब छड़ी से छड़ी मिलाएगी
मस्ती में दिल मेरा झूमेगा छाएगा नशा
उंगली पे मुझको नचाएगी आएगा मज़ा

क्‌यूं आई ना तेरी महबूबा
वादे पे तेरे है मुझको यकीं वादा तू नहीं तोड़ सकती
इस मोड़ पे लाकर मुझको दामन तू छोड़ नहीं सकती
आवाज़ दूंगा जब मैं तुझे तू ना कहीं रुक पाएगी
है आज तो प्यार का इम्तहां
तू अपना वादा निभाएगी हाँ

वादा किया था आने का मैने ये लो मैं आ गई
महबूब तेरे लिए मैं दुनिया से टकरा गई
झूमेंगे हम …

तेरी छड़ी से मेरी छड़ी ऐसी लड़ी हाय ऐसी लड़ी
तन में कोई चिंगारी उड़ी
हाँ साँसों की गर्मी और बढ़ी
ऐसा तजुर्बा पहले हुआ ना पहले ना आई ऐसी घड़ी
हंगामा मिल के मचाएंगे होगा रतजगा
ऐसा हुआ ना होगा कभी Disco डांडिया
झूमेंगे हम …

vādā kiyā hai āne kā usne āegī āegī
āegī vo to mastī diloṅ par chhāegī chhāegī
jhūmeṅge ham gāeṅge ham nācheṅge ham Disco ḍāṅḍiyā

bāhoṅ meṅ jab vo āegī sāṇsoṅ meṅ halchal machāegī
pyār se āṇkheṅ milāegī dil par chhāp lagāegī
vo phuljhaṛī phūloṅ kī jhaṛī jab chhaṛī se chhaṛī milāegī
mastī meṅ dil merā jhūmegā chhāegā naśhā
uṅglī pe mujhko nachāegī āegā mazā

k‌yūṅ āī nā terī mahbūbā
vāde pe tere hai mujhko yakīṅ vādā tū nahīṅ toṛ saktī
is moṛ pe lākar mujhko dāman tū chhoṛ nahīṅ saktī
āvāz dūṅgā jab maiṅ tujhe tū nā kahīṅ ruk pāegī
hai āj to pyār kā imthāṅ
tū apnā vādā nibhāegī hāṇ

vādā kiyā thā āne kā maine ye lo maiṅ ā gaī
mahbūb tere lie maiṅ duniyā se ṭakrā gaī
jhūmeṅge ham …

terī chhaṛī se merī chhaṛī aisī laṛī hāy aisī laṛī
tan meṅ koī chiṅgārī uṛī
hāṇ sāṇsoṅ kī garmī aur baṛhī
aisā tajurbā pahle huā nā pahle nā āī aisī ghaṛī
haṅgāmā mil ke machāeṅge hogā ratajgā
aisā huā nā hogā kabhī Disco ḍāṅḍiyā
jhūmeṅge ham …