Vaadaa karo ye saath tum kabhee na chhoroge ... mere ho tum

वादा करो ये साथ तुम कभी न छोड़ोगे ... मेरे हो तुम्
Work
Year
Language

वादा करो ये साथ तुम कभी न छोड़ोगे
मेरे हो तुम मेरे हो तुम हो हो मेरे हो तुम
वादा करो …

तुम जो हो साथ हो मेरे हमसफ़र
दुनिया से बेखबर
यूं ही मैं तुम्हें चाहूंगा सदा
दिल में मैं तुम्हें रखूंगा सदा
वादा करो …

तुमसे दूर अब मैं जाऊं कहां
मुश्किल है जीना तेरे बिना यहां
मेरा हर लम्हा तेरे ही लिए
पागल मैं हुआ तेरे ही लिए
मेरे हो तुम …

vādā karo ye sāth tum kabhī na chhoṛoge
mere ho tum mere ho tum ho ho mere ho tum
vādā karo …

tum jo ho sāth ho mere hamasafar
duniyā se bekhabar
yūṅ hī maiṅ tumheṅ chāhūṅgā sadā
dil meṅ maiṅ tumheṅ rakhūṅgā sadā
vādā karo …

tumse dūr ab maiṅ jāūṅ kahāṅ
muśhkil hai jīnā tere binā yahāṅ
merā har lamhā tere hī lie
pāgal maiṅ huā tere hī lie
mere ho tum …