Vaadaa kar le saajnaa, tere binaa main na rahoon

वादा कर ले साजना, तेरे बिना मैं न रहूँ
Year
Language

(वादा करे ले साजना
तेरे बिना मैं न रहूँ
मेरे बिना तू न रहे
हो के जुदा …
ये वादा रहा, न होंगे जुदा
ये वादा रहा) -2

र: मैं धड़कन तू दिल है पिया
मैं बाटी तू मेरा दिया
हम प्यार की ज्योत जलाएं -2
ल: मैं राही मेरी मंज़िल है तू
मैं हूँ लहर और साहिल है तू
जीवन भर साथ निभाएं -2

वादा कर ले जान-ए-जां
तेरे बिना मैं न …

ल: जब से मुझे तेरा प्यार मिला
अपनी तो है बस यही दुआ
हर जनम यूँ मिलते रहेंगे -2
र: सुंदर सा हो अपन जहाँ
प्यार अपना रहे सदा जवां
हम सुख-दुख मिल के सहेंगे -2

वादा करे ले साजना
तेरे बिना मैं न …

(vādā kare le sājnā
tere binā maiṅ na rahūṇ
mere binā tū na rahe
ho ke judā …
ye vādā rahā, na hoṅge judā
ye vādā rahā) -2

ra: maiṅ dhaṛkan tū dil hai piyā
maiṅ bāṭī tū merā diyā
ham pyār kī jyot jalāeṅ -2
la: maiṅ rāhī merī maṅzil hai tū
maiṅ hūṇ lahar aur sāhil hai tū
jīvan bhar sāth nibhāeṅ -2

vādā kar le jān-e-jāṅ
tere binā maiṅ na …

la: jab se mujhe terā pyār milā
apnī to hai bas yahī duā
har janam yūṇ milte raheṅge -2
ra: suṅdar sā ho apan jahāṇ
pyār apnā rahe sadā javāṅ
ham sukh-dukh mil ke saheṅge -2

vādā kare le sājnā
tere binā maiṅ na …