उठेगी तुम्हारी नज़र धीरे धीरे
उठेगी तुम्हारी नज़र धीरे धीरे -3
मुहब्बत करेगी असर धीरे धीरे
ये माना खलिश है अभी हल्की हल्की
खबर भी नहीं है तुम को मेरे दर्द-ए-दिल की
कहबर हो रहेगी मगर धीरे धीरे
उठेगी तुम्हारी नज़र …
मिलेगा जो कोई हसीं चुपके चुपके
मेरी याद आ जायेगी वहीं चुपके चुपके
सतायेगा दर्द-ए-जिगर धीरे धीरे
उठेगी तुम्हारी नज़र …
सुलगते हैं कब से इसी चाह में हम
पड़े हैं निगाहें डाले इसी राह में हम
कि आओगे तुम भी इधर धीरे धीरे
उठेगी तुम्हारी नज़र …
uṭhegī tumhārī nazar dhīre dhīre -3
muhabbat karegī asar dhīre dhīre
ye mānā khaliśh hai abhī halkī halkī
khabar bhī nahīṅ hai tum ko mere dard-e-dil kī
kahbar ho rahegī magar dhīre dhīre
uṭhegī tumhārī nazar …
milegā jo koī hasīṅ chupke chupke
merī yād ā jāyegī vahīṅ chupke chupke
satāyegā dard-e-jigar dhīre dhīre
uṭhegī tumhārī nazar …
sulagte haiṅ kab se isī chāh meṅ ham
paṛe haiṅ nigāheṅ ḍāle isī rāh meṅ ham
ki āoge tum bhī idhar dhīre dhīre
uṭhegī tumhārī nazar …