Machaltee aarazoo kharee baanhen pasaare

मचलती आरज़ू खड़ी बाँहें पसारे
Year
Language

ओ हो मचलती आरज़ू खड़ी बाँहें पसारे
ओ मेरे साजना रे धड़कता दिल पुकारे आ जा
हो मचलती आरज़ू …

मेरा आँचल पकड़-पकड़ के कह रहा मेरा दिल
ज़माने की निग़ाहों से यहाँ छुप-छुप के मिल
यहीं तन्हाई में दिल की कली जाएगी खिल
हो मचलती आरज़ू …

अजब मस्ती में डूबा गीत गाती है हवा
दुपट्टा मेरा रह-रह के उड़ाती है हवा
करूँ क्‌या आते-जाते छेड़ जाती है हवा
हो मचलती आरज़ू …

मिलन के मदभरे चंचल ख़्यालों में मगन
मैं तो तकती हूँ तेरी राह ओ मेरे सजन
बहारों कि लिए मुन्तज़िर जैसे चमन
हो मचलती आरज़ू …

o ho machaltī ārazū khaṛī bāṇheṅ pasāre
o mere sājnā re dhaṛaktā dil pukāre ā jā
ho machaltī ārazū …

merā āṇchal pakaṛ-pakaṛ ke kah rahā merā dil
zamāne kī niġhāhoṅ se yahāṇ chhup-chhup ke mil
yahīṅ tanhāī meṅ dil kī kalī jāegī khil
ho machaltī ārazū …

ajab mastī meṅ ḍūbā gīt gātī hai havā
dupaṭṭā merā rah-rah ke uṛātī hai havā
karūṇ k‌yā āte-jāte chheṛ jātī hai havā
ho machaltī ārazū …

milan ke madabhre chaṅchal khyāloṅ meṅ magan
maiṅ to taktī hūṇ terī rāh o mere sajan
bahāroṅ ki lie muntazir jaise chaman
ho machaltī ārazū …