उसको जाने न दो ... दिल अभी भरा नहीं
उसको जाने न दो जाके उससे कहो जाए ना रूठ के चैन यूं लूट के
रोको उसको घेर के जाए न मुँह फेर के दिल अभी भरा नहीं
रोको ना तुम मुझे है कसम ये तुझे जाने दो तुम अभी आऊंगी फिर कभी
समझोगे ना बेबसी बोलोगे तुम तो यही दिल अभी भरा नहीं
बातों से दीवाना दीवाना करती है
आँखों से मस्ताना मस्ताना करती है
जागी है सोई है मस्ती में खोई है
देखो क्या लगती है वो दिलरुबा दिलरुबा
उसको जाने न दो …
चाहत में क्यूं ऐसे तुम आहें भरते हो
छोड़ो जी छोड़ो जी पागलपन करते हो
तुम जो दीवाने हो बिल्कुल अन्जाने हो
छेड़ो न ऐसे मुझे मेरी जां रोको ना तुम
न न न न
उसको जाने न दो …
usko jāne na do jāke usse kaho jāe nā rūṭh ke chain yūṅ lūṭ ke
roko usko gher ke jāe na muṇh pher ke dil abhī bharā nahīṅ
roko nā tum mujhe hai kasam ye tujhe jāne do tum abhī āūṅgī phir kabhī
samjhoge nā bebsī bologe tum to yahī dil abhī bharā nahīṅ
bātoṅ se dīvānā dīvānā kartī hai
āṇkhoṅ se mastānā mastānā kartī hai
jāgī hai soī hai mastī meṅ khoī hai
dekho kyā lagtī hai vo dilrubā dilrubā
usko jāne na do …
chāhat meṅ kyūṅ aise tum āheṅ bharte ho
chhoṛo jī chhoṛo jī pāgalpan karte ho
tum jo dīvāne ho bilkul anjāne ho
chheṛo na aise mujhe merī jāṅ roko nā tum
na na na na
usko jāne na do …