उड़ते बादल से पूछो बहती नदिया से पूछो
उड़ते बादल से पूछो बहती नदिया से पूछो
इन बहारों से पूछो इन नज़ारों से पूछो
इनको पता है मेरा नाम मैं साथ इनके सुबह-ओ-शाम
उड़ते बादल से पूछो …
बुलबुल से सीखा मैने बात करना फूलों से सीखा मुस्कराना
कोयल से सीखा मैने आह भरना भंवरों से सीखा गुनगुनाना
मैं हूँ चंचल शोख हवा मुझे आता है उड़ जाना
उड़ते बादल से पूछो …
uṛte bādal se pūchho bahtī nadiyā se pūchho
in bahāroṅ se pūchho in nazāroṅ se pūchho
inko patā hai merā nām maiṅ sāth inke subah-o-śhām
uṛte bādal se pūchho …
bulbul se sīkhā maine bāt karnā phūloṅ se sīkhā muskrānā
koyal se sīkhā maine āh bharnā bhaṅvroṅ se sīkhā gungunānā
maiṅ hūṇ chaṅchal śhokh havā mujhe ātā hai uṛ jānā
uṛte bādal se pūchho …