उन से नज़रें मिली और हिजाब आ गया
उन से नज़रें मिली और हिजाब आ गया
ज़िंदगी में हसीन इन्क़िलाब आ गया
बेखबर थे उमर के तक़ाज़ों से हम
हमको मालूम न था ऐसे भी दिन आयेंगे
आइना देखे तो आप अपने से शरमायेंगे
आज जाना कि सच मुच शबाब आ गया
आँख झुकती है क्यों साँस रुकती है क्यों
इन सवालों क खुद से जवाब आ गया
दिल के आने को हम किस तरह रोकते
जिसपे आना था ख़ाना खराब आ गया
un se nazreṅ milī aur hijāb ā gayā
ziṅdgī meṅ hasīn inqilāb ā gayā
bekhabar the umar ke taqāzoṅ se ham
hamko mālūm na thā aise bhī din āyeṅge
āinā dekhe to āp apne se śharmāyeṅge
āj jānā ki sach much śhabāb ā gayā
āṇkh jhuktī hai kyoṅ sāṇs ruktī hai kyoṅ
in savāloṅ ka khud se javāb ā gayā
dil ke āne ko ham kis tarah rokte
jispe ānā thā khānā kharāb ā gayā