Title (Indic)तेरा जलवा जिसने देखा, वो तेरा हो गया WorkUjala Year1959 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Lata Mangeshkar Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindiतेरा जलवा जिसने देखा, वो तेरा हो गया मैं हो गयी किसी की, कोई मेरा हो गया क्या देखा था तुझ में, दिल तेरा हो गया ये सोचते ही सोचते, सवेरा हो गया है मुझ में भी ऐसा, अनोखा सा जादू जो देखे वो होता हैं, दिल से बेकाबू लगे तोसे नैना, तो नैना ना लागे ख़यालों में डूबी हूँ तेरे, ओ बाबू तू आया तो महफ़िल में उजाला हो गया तेरी एक झलक ने वो हालत बना दी मेरे तनबदन में मोहब्बत जगा दी कभी भूलकर आ इधर बहते पानी किनारे पे रहती हूँ, फिर भी मैं प्यासी अब दिल का क्यो करे गम गया सो गया बुलाती है तुझको ये आँचल की छैया ज़रा मुस्कुरा दे, पडूं तोरे पैय्या कसम है तुझे दिल की जान-ए-तमन्ना तुझे हमने माना है अपना ही सैय्या मैं अकेली और तेरा जमाना हो गया Englishterā jalvā jisne dekhā, vo terā ho gayā maiṅ ho gayī kisī kī, koī merā ho gayā kyā dekhā thā tujh meṅ, dil terā ho gayā ye sochte hī sochte, saverā ho gayā hai mujh meṅ bhī aisā, anokhā sā jādū jo dekhe vo hotā haiṅ, dil se bekābū lage tose nainā, to nainā nā lāge khayāloṅ meṅ ḍūbī hūṇ tere, o bābū tū āyā to mahafil meṅ ujālā ho gayā terī ek jhalak ne vo hālat banā dī mere tanabdan meṅ mohabbat jagā dī kabhī bhūlkar ā idhar bahte pānī kināre pe rahtī hūṇ, phir bhī maiṅ pyāsī ab dil kā kyo kare gam gayā so gayā bulātī hai tujhko ye āṇchal kī chhaiyā zarā muskurā de, paḍūṅ tore paiyyā kasam hai tujhe dil kī jān-e-tamannā tujhe hamne mānā hai apnā hī saiyyā maiṅ akelī aur terā jamānā ho gayā