Title (Indic)झूमता मौसम मस्त महीना ... या अल्लाह दिल ले गई WorkUjala Year1959 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Lata Mangeshkar Performer Manna Dey Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindiझूमता मौसम मस्त महीना चाँद सी गोरी एक हसीना आँख में काजल मुँह पे पसीना ऐसे में मुश्किल कर के जीना ( या अल्लाह ) -2 दिल ले गई -2 कोई रंगीला सपनों में आ के एक नज़र से अपना बना के प्यार का जादू हम पे चला के ( या अल्लाह ) -2 दिल ले गया -2 ठण्डी सड़क नीम तले तीर-ए-नज़र ख़ूब चले ओ तुम भी उधर ज़ख़्मी हुए हम भी इधर ज़ख़्मी हुए हाय लाल चुनरिया चाल निराली सर पे झूमर कान में बाली हाथ में चूड़ियाँ मोतियों वाली या अल्लाह … तुम भी यहाँ हम भी यहाँ ऐसा मिलन होगा कहाँ ओ तेरी क़सम जान-ए-जहाँ दिल है वहीं तू है जहाँ ओ दिल का मालिक इक मतवाला इस जहाँ में सबसे निराला प्यार का सूरज दिल का उजाला या अल्लाह … दोनों तरफ़ आग लगी ऐसी लगी बुझ न सकी ओ तुम भी जले हम भी जले खिल तो गई दिल की कली मुखड़ा तेरा गुल की कहानी ज़ुल्फ़ें तेरी श्याम सुहानी रूप की मलका प्यार की रानी या अल्लाह … Englishjhūmtā mausam mast mahīnā chāṇd sī gorī ek hasīnā āṇkh meṅ kājal muṇh pe pasīnā aise meṅ muśhkil kar ke jīnā ( yā allāh ) -2 dil le gaī -2 koī raṅgīlā sapnoṅ meṅ ā ke ek nazar se apnā banā ke pyār kā jādū ham pe chalā ke ( yā allāh ) -2 dil le gayā -2 ṭhaṇḍī saṛak nīm tale tīr-e-nazar khūb chale o tum bhī udhar zakhmī hue ham bhī idhar zakhmī hue hāy lāl chunriyā chāl nirālī sar pe jhūmar kān meṅ bālī hāth meṅ chūṛiyāṇ motiyoṅ vālī yā allāh … tum bhī yahāṇ ham bhī yahāṇ aisā milan hogā kahāṇ o terī qasam jān-e-jahāṇ dil hai vahīṅ tū hai jahāṇ o dil kā mālik ik matvālā is jahāṇ meṅ sabse nirālā pyār kā sūraj dil kā ujālā yā allāh … donoṅ taraf āg lagī aisī lagī bujh na sakī o tum bhī jale ham bhī jale khil to gaī dil kī kalī mukhaṛā terā gul kī kahānī zulfeṅ terī śhyām suhānī rūp kī malkā pyār kī rānī yā allāh …