उफ़ कितनी ठण्डी है ये रुत सुलग़े है तनहाई मेरी
ल: ( उफ़ कितनी ठण्डी है ये रुत
कि: सुलग़े है तनहाई मेरी
सन सन सन जलता है बदन
ल: काँपे है अंगड़ाई मेरी ) -2
ल: तुमपे भी है भारी
वो है कौन ऐसी चिंगारी
ओ तुमपे भी है भारी
वो है कौन ऐसी चिंगारी
कि: है कोई इन आँखों में
एक तुम जैसी ख़ाबों की परी
ल: उफ़ कितनी ठण्डी है ये रुत
कि: सुलग़े है तनहाई मेरी
सन सन सन जलता है बदन
ल: काँपे है अंगड़ाई मेरी
कि: ये तनहा मौसम मेहताबी
ये जलती-बुझती बेख़ाबी
ओ ये तनहा मौसम मेहताबी
ये जलती-बुझती बेख़ाबी
ल: महलों (?) में थर्रती है
एक बेताबी अरमाँ में भरी
उफ़ कितनी ठण्डी है ये रुत
ऐसे हैं दिल पे कुछ साये
धड़कन भी जल के जम जाये
ओ ऐसे हैं दिल पे कुछ साये
धड़कन भी जल के जम जाये
कि: काँपो तुम और सुलग़ें हम
ये है चाहत की जादूगरी
ओफ़
ल: उफ़ कितनी ठण्डी है ये रुत
कि: सुलग़े है तनहाई मेरी
सन सन सन जलता है बदन
ल: काँपे है अंगड़ाई मेरी
la: ( uf kitnī ṭhaṇḍī hai ye rut
ki: sulaġhe hai tanhāī merī
san san san jaltā hai badan
la: kāṇpe hai aṅgaṛāī merī ) -2
la: tumpe bhī hai bhārī
vo hai kaun aisī chiṅgārī
o tumpe bhī hai bhārī
vo hai kaun aisī chiṅgārī
ki: hai koī in āṇkhoṅ meṅ
ek tum jaisī khāboṅ kī parī
la: uf kitnī ṭhaṇḍī hai ye rut
ki: sulaġhe hai tanhāī merī
san san san jaltā hai badan
la: kāṇpe hai aṅgaṛāī merī
ki: ye tanhā mausam mehtābī
ye jaltī-bujhtī bekhābī
o ye tanhā mausam mehtābī
ye jaltī-bujhtī bekhābī
la: mahloṅ (?) meṅ tharrtī hai
ek betābī armāṇ meṅ bharī
uf kitnī ṭhaṇḍī hai ye rut
aise haiṅ dil pe kuchh sāye
dhaṛkan bhī jal ke jam jāye
o aise haiṅ dil pe kuchh sāye
dhaṛkan bhī jal ke jam jāye
ki: kāṇpo tum aur sulaġheṅ ham
ye hai chāhat kī jādūgrī
of
la: uf kitnī ṭhaṇḍī hai ye rut
ki: sulaġhe hai tanhāī merī
san san san jaltā hai badan
la: kāṇpe hai aṅgaṛāī merī