उई माँ उई माँ मर गई रे ... मैं कितना डर गई रे
उई माँ उई माँ
उई माँ उई माँ मर गई रे अनजाने में हाँ कर गई रे
तेरी आँखों में तेरी बातों से साजन मैं कितना डर गई रे
उई माँ उई माँ …
करना था जो प्यार न मुझसे करना था
शैतान बना न आज पिया मुझको आती है लाज पिया
तूने कहा वो मैने किया अब हद से बात गुज़र गई रे
उई माँ उई माँ …
तू आशिक़ number दो का है यह प्यार नहीं है धोखा है
तू कहती थी दिल भर दूंगी इक दिन तुझको खुश कर दूंगी
जब वादे का दिन आया तो वादे से साफ़ मुकर गई रे
उई माँ उई माँ …
उई माँ उई माँ कर गई रे हाँ कर के फिर ना कर गई रे
मेरी आँखों से मेरी बातों से सजनी कितना तू डर गई रे
उई माँ उई माँ …
uī māṇ uī māṇ
uī māṇ uī māṇ mar gaī re anjāne meṅ hāṇ kar gaī re
terī āṇkhoṅ meṅ terī bātoṅ se sājan maiṅ kitnā ḍar gaī re
uī māṇ uī māṇ …
karnā thā jo pyār na mujhse karnā thā
śhaitān banā na āj piyā mujhko ātī hai lāj piyā
tūne kahā vo maine kiyā ab had se bāt guzar gaī re
uī māṇ uī māṇ …
tū āśhiq number do kā hai yah pyār nahīṅ hai dhokhā hai
tū kahtī thī dil bhar dūṅgī ik din tujhko khuśh kar dūṅgī
jab vāde kā din āyā to vāde se sāf mukar gaī re
uī māṇ uī māṇ …
uī māṇ uī māṇ kar gaī re hāṇ kar ke phir nā kar gaī re
merī āṇkhoṅ se merī bātoṅ se sajnī kitnā tū ḍar gaī re
uī māṇ uī māṇ …