उई अम्मा उई अम्मा मुश्किल ये क्या हो गई
उई अम्मा उई अम्मा मुश्किल ये क्या हो गई -2
मेरे बदन में तूफ़ां उठा तो साड़ी हवा हो गई
उई अम्मा उई अम्मा मुश्किल …
बोलो इन कपड़ों में लगती हूँ मैं कैसी
हर कपड़ा खिलता है सुन्दर है तू ऐसी
आगे तेरे कोई है क्या परी है या है अप्सरा
उई अम्मा उई अम्मा मुश्किल …
मौसम ने देखा तो वो भी हुआ दीवाना -2
तुम जैसा दीवाना तुमने सबको जाना
देखो नहीं इस तरह आने लगी मुझको हया
उई अम्मा उई अम्मा मुश्किल …
मैं चंचल यौवन को कैसे भला सम्भालूं
बाहों में आजा तू सबसे तुझे छिपा लूं
तुझपे रहे पहरा मेरा बाहें मेरी परदा तेरा
उई अम्मा उई अम्मा मुश्किल …
uī ammā uī ammā muśhkil ye kyā ho gaī -2
mere badan meṅ tūfāṅ uṭhā to sāṛī havā ho gaī
uī ammā uī ammā muśhkil …
bolo in kapaṛoṅ meṅ lagtī hūṇ maiṅ kaisī
har kapaṛā khiltā hai sundar hai tū aisī
āge tere koī hai kyā parī hai yā hai apsrā
uī ammā uī ammā muśhkil …
mausam ne dekhā to vo bhī huā dīvānā -2
tum jaisā dīvānā tumne sabko jānā
dekho nahīṅ is tarah āne lagī mujhko hayā
uī ammā uī ammā muśhkil …
maiṅ chaṅchal yauvan ko kaise bhalā sambhālūṅ
bāhoṅ meṅ ājā tū sabse tujhe chhipā lūṅ
tujhpe rahe pahrā merā bāheṅ merī pardā terā
uī ammā uī ammā muśhkil …