उधर तुम हसीं हो इधर दिल जवाँ है
र: उधर तुम हसीं हो इधर दिल जवाँ है
ये रंगीन रातों की एक दास्ताँ है
गी: ये कैसा है नग़्मा ये क्या दास्ताँ है
बता ए मोहब्बत मेरा दिल कहाँ है
र: मेरे दिल में आई हुई है बहार
क़यामत है फिर क्यूँ करूँ इन्तज़ार
गी: मोहब्बत कुछ ऐसी सज़ा दे रही है
कि खुद रात अंगड़ाई ले रही है
जिधर देखती हूँ नज़ारा जवाँ है
र: उधर तुम हसीं हो …
लगती हैं तारों की परछाइयाँ
बुरी हैं मुहब्बत की तनहाइयाँ
गी: महकने लगा मेरी ज़ुल्फ़ों में कोई
लगीं जागने धड़कनें खोई-खोई
मेरी हर नज़र आज दिल की ज़ुबाँ है
र: उधर तुम हसीं हो …
र: तरसता हूँ मैं ऐसे दिलदार को
जो दिल में बसा ले मेरे प्यार को
गी: तेरे ख़्वाब हैं मेरी रातों पे छाए
मेरे दिल पे हैं तेरी पलकों के साए
कि मेरे लबों पे तेरी दास्ताँ है
र: उधर तुम हसीं हो …
ra: udhar tum hasīṅ ho idhar dil javāṇ hai
ye raṅgīn rātoṅ kī ek dāstāṇ hai
gī: ye kaisā hai naġhmā ye kyā dāstāṇ hai
batā e mohabbat merā dil kahāṇ hai
ra: mere dil meṅ āī huī hai bahār
qayāmat hai phir kyūṇ karūṇ intazār
gī: mohabbat kuchh aisī sazā de rahī hai
ki khud rāt aṅgaṛāī le rahī hai
jidhar dekhtī hūṇ nazārā javāṇ hai
ra: udhar tum hasīṅ ho …
lagtī haiṅ tāroṅ kī parchhāiyāṇ
burī haiṅ muhabbat kī tanhāiyāṇ
gī: mahakne lagā merī zulfoṅ meṅ koī
lagīṅ jāgne dhaṛakneṅ khoī-khoī
merī har nazar āj dil kī zubāṇ hai
ra: udhar tum hasīṅ ho …
ra: tarastā hūṇ maiṅ aise dildār ko
jo dil meṅ basā le mere pyār ko
gī: tere khvāb haiṅ merī rātoṅ pe chhāe
mere dil pe haiṅ terī palkoṅ ke sāe
ki mere laboṅ pe terī dāstāṇ hai
ra: udhar tum hasīṅ ho …