ओ दिलजानी
बोल मेरी रानी
मैं तेरी क्या हूँ
तू है मेरा दिल
कितनी हसीं है दुनिया सब कुछ है क्या सुहाना
खो जाएँ आज हम-तुम देखा करे ज़माना
मौसम आए मौसम जाए हमको रहना तेरे साए
गुलशन बुलाए या पुकारें कलियाँ
हमको तो प्यारी तेरी दिल की गलियाँ
ओ दिल में आ मुझमें समा जा
मेरे सिवा ओ जान-ए-तमन्ना मेरा कहीं नहीं ठिकाना
ओ दिलजानी …
गिर जाऊँ न देखो सजना यूँही मुझको थामे रखना
नीचे-ऊँचे है रास्ते डरता है जिया
तेरा दीवाना तेरा मस्ताना
तेरा साथी है ओ जान-ए-जानाँ
फिर मंज़िल से क्या घबराना
ओ दिलजानी …
o diljānī
bol merī rānī
maiṅ terī kyā hūṇ
tū hai merā dil
kitnī hasīṅ hai duniyā sab kuchh hai kyā suhānā
kho jāeṇ āj ham-tum dekhā kare zamānā
mausam āe mausam jāe hamko rahnā tere sāe
gulaśhan bulāe yā pukāreṅ kaliyāṇ
hamko to pyārī terī dil kī galiyāṇ
o dil meṅ ā mujhmeṅ samā jā
mere sivā o jān-e-tamannā merā kahīṅ nahīṅ ṭhikānā
o diljānī …
gir jāūṇ na dekho sajnā yūṇhī mujhko thāme rakhnā
nīche-ūṇche hai rāste ḍartā hai jiyā
terā dīvānā terā mastānā
terā sāthī hai o jān-e-jānāṇ
phir maṅzil se kyā ghabrānā
o diljānī …