Title (Indic)पैरों की बेड़ियाँ ख्वाबों को बाँधे नहीं रे WorkUdaan Year2010 LanguageHindi Credits Role Artist Music Amit Trivedi LyricsHindiपैरों की बेड़ियाँ ख्वाबों को बाँधे नहीं रे, कभी नहीं रे मिट्टी की परतों को नन्हे से अंकुर भी चीरे, धीरे धीरे इरादे हरे-भरे जिनके सीनो में घर करे वो दिल की सुने, करे, ना डरे, ना डरे सुबह की किरणों को रोकें जो सलाखें हैं कहाँ जो ख़यालों पे पहरे डाले वो आँखें हैं कहाँ पर खुलने की देरी है परिंदे उड़ के झूमेंगे आसमां, आसमां, आसमां आज़ादियाँ, आज़ादियाँ मांगे ना कभी, मिले, मिले, मिले आज़ादियाँ, आज़ादियाँ जो छीने वही, जी ले, जी ले, जी ले सुबह की किरणों को रोकें जो सलाखें हैं कहाँ जो ख़यालों पे पहरे डाले वो आँखें हैं कहाँ पर खुलने की देरी हैं परिंदे उड़ के झूमेंगे आसमां, आसमां, आसमां कहानी ख़त्म है या शुरूवात होने को है सुबह नई है यह या फिर रात होने को है आने वाला वक़्त देगा पनाहें या फिर से मिलेंगे दोराहें खबर क्या, क्या पता Englishpairoṅ kī beṛiyāṇ khvāboṅ ko bāṇdhe nahīṅ re, kabhī nahīṅ re miṭṭī kī partoṅ ko nanhe se aṅkur bhī chīre, dhīre dhīre irāde hare-bhare jinke sīno meṅ ghar kare vo dil kī sune, kare, nā ḍare, nā ḍare subah kī kirṇoṅ ko rokeṅ jo salākheṅ haiṅ kahāṇ jo khayāloṅ pe pahre ḍāle vo āṇkheṅ haiṅ kahāṇ par khulne kī derī hai pariṅde uṛ ke jhūmeṅge āsmāṅ, āsmāṅ, āsmāṅ āzādiyāṇ, āzādiyāṇ māṅge nā kabhī, mile, mile, mile āzādiyāṇ, āzādiyāṇ jo chhīne vahī, jī le, jī le, jī le subah kī kirṇoṅ ko rokeṅ jo salākheṅ haiṅ kahāṇ jo khayāloṅ pe pahre ḍāle vo āṇkheṅ haiṅ kahāṇ par khulne kī derī haiṅ pariṅde uṛ ke jhūmeṅge āsmāṅ, āsmāṅ, āsmāṅ kahānī khatm hai yā śhurūvāt hone ko hai subah naī hai yah yā phir rāt hone ko hai āne vālā vaqt degā panāheṅ yā phir se mileṅge dorāheṅ khabar kyā, kyā patā