Tutak tutak tutak tootiyaa ee love you ... too hai meraa maahiyaa

तुतक तुतक तुतक तूतिया ई लोवे योउ ... तू है मेरा माहिया
Year
Language

तुतक तुतक तुतक तूतिया I love you
तू है तू है मेरा माहिया I love you
दिलवालों ने प्यार की देखो बोली नई बना ली
प्यार में जीना प्यार में मरना कसम प्यार की खा की
तुतक तुतक तूतिया …

जब से उंगली में पहना है तेरे नाम का छल्ला
नाम तेरा लेकर छेड़े मैनूं दिन रात मोहल्ला
गली गली में तेरे मेरे नाम का मच गया हल्ला
तुतक तुतक तूतिया …

आते जाते मुझे पढ़ाई तूने ऐसी पट्टी
दिल से मिले दिल ऐसी हो गई अपनी कट्टी पट्टी
तुतक तुतक तूतिया …

tutak tutak tutak tūtiyā I love you
tū hai tū hai merā māhiyā I love you
dilvāloṅ ne pyār kī dekho bolī naī banā lī
pyār meṅ jīnā pyār meṅ marnā kasam pyār kī khā kī
tutak tutak tūtiyā …

jab se uṅglī meṅ pahnā hai tere nām kā chhallā
nām terā lekar chheṛe mainūṅ din rāt mohallā
galī galī meṅ tere mere nām kā mach gayā hallā
tutak tutak tūtiyā …

āte jāte mujhe paṛhāī tūne aisī paṭṭī
dil se mile dil aisī ho gaī apnī kaṭṭī paṭṭī
tutak tutak tūtiyā …