तुमसे मिलने को मैं बेकरार हूँ
तुमसे मिलने को मैं बेकरार हूँ
जबसे तुझे देखा सनम मुझको लगा मैं तेरा प्यार हूँ
तुमसे मिलने को मैं बेकरार हूँ
जिसका तुम्हें था हर घड़ी मैं तो वही इंतज़ार हूँ
तुमसे मिलने को मैं …
कुछ कहता हूँ मैं तुमसे कुछ छुपाता हूँ
तेरी यादों में दिन मैं बिताता हूँ
तुझे इन आँखों में छुपाए बैठी हूँ
तेरे ही ख्वाबों को सजाए बैठी हूँ
धड़कन तेरी बेताब है जान-ए-मन मैं तेरा करार हूँ
तुमसे मिलने को मैं …
तेरी बाहों में बहकने को दिल करता है
इन फ़िज़ाओं में महकने को दिल करता है
मुझे तेरी चाहत ने बहुत तड़पाया है
मिलने का ये मौसम सनम अब आया है
डोली पिया ले के तू आ तेरे संग चलने को तैयार हूँ
तुमसे मिलने को मैं …
tumse milne ko maiṅ bekrār hūṇ
jabse tujhe dekhā sanam mujhko lagā maiṅ terā pyār hūṇ
tumse milne ko maiṅ bekrār hūṇ
jiskā tumheṅ thā har ghaṛī maiṅ to vahī iṅtazār hūṇ
tumse milne ko maiṅ …
kuchh kahtā hūṇ maiṅ tumse kuchh chhupātā hūṇ
terī yādoṅ meṅ din maiṅ bitātā hūṇ
tujhe in āṇkhoṅ meṅ chhupāe baiṭhī hūṇ
tere hī khvāboṅ ko sajāe baiṭhī hūṇ
dhaṛkan terī betāb hai jān-e-man maiṅ terā karār hūṇ
tumse milne ko maiṅ …
terī bāhoṅ meṅ bahakne ko dil kartā hai
in fizāoṅ meṅ mahakne ko dil kartā hai
mujhe terī chāhat ne bahut taṛpāyā hai
milne kā ye mausam sanam ab āyā hai
ḍolī piyā le ke tū ā tere saṅg chalne ko taiyār hūṇ
tumse milne ko maiṅ …