तुमसे कितना प्यार है दिल में उतर कर देख लो
तुमसे कितना प्यार है दिल में उतर कर देख लो
ना यकीं आए तो फिर दिल बदल कर देख लो
तुमसे कितना …
हमने अपनी हर साँस पर नाम तेरा लिख दिया
इक तुझे पाने की खातिर खुद को पागल कर दिया
इश्क़ में तुम भी सनम हद से गुज़र कर देख लो
तुमसे कितना …
जाने क्यूँ सारे जहाँ से हो गए हैं बेखबर
जबसे तुम आँखों में आए जागती है ये नज़र
अपनी रातों से मेरी रातें बदल कर देख लो
तुमसे कितना …
tumse kitnā pyār hai dil meṅ utar kar dekh lo
nā yakīṅ āe to phir dil badal kar dekh lo
tumse kitnā …
hamne apnī har sāṇs par nām terā likh diyā
ik tujhe pāne kī khātir khud ko pāgal kar diyā
iśhq meṅ tum bhī sanam had se guzar kar dekh lo
tumse kitnā …
jāne kyūṇ sāre jahāṇ se ho gae haiṅ bekhabar
jabse tum āṇkhoṅ meṅ āe jāgtī hai ye nazar
apnī rātoṅ se merī rāteṅ badal kar dekh lo
tumse kitnā …