तुमसे जो देखते ही प्यार हुआ ... तुम इतने दिन थी कहां
तुमसे जो देखते ही प्यार हुआ
ज़िंदगी में पहली बार हुआ
तुम इतने दिन थी कहां मैं ढूंढता ही रहा
कहां
कभी lincoln road कभी carter road कभी warder road कभी peddar road
इतने कूंचे दुनिया छानी मेरे दिल ने एक न मानी
कहां कहां पर तुझको ढूंढा तेरे लिए मैं हुई दीवानी
फिर भी न तेरा दीदार हुआ प्यार मेरे से कई बार हुआ
पर तुम इतने दिन थी कहां मैं ढूंढता ही रहा
कहां
कभी turner road कभी carter road कभी jarbii road कभी arthur road
प्रेम पहेली ऐसी उलझी ज़ोर लगाया पर न सुलझी
प्यार पे कोई ज़ोर नहीं है दिल में कोई और नहीं है
तेरे लिए दिल बेज़ार हुआ यार मेरे ऐसा कई बार हुआ
पर तुम इतने दिन थी कहां मैं ढूंढता ही रहा
कहां
कभी belly road कभी parla road कभी meera road कभी bandar road
ऊपर वाले की है माया उसने हमको खूब मिलाया
भूले भटके आज मिले हैं देखो कितने फूल खिले हैं
जाने दो जो अब तक यार हुआ मिलते ही अब इकरार हुआ
चलते हैं दोनों वहां मन पूछो अब तुम कहां
पर कहां
lincoln road warder road tankan road badminton road
cadder road कभीइ peddar road
worli road कभी arthur road
turner road कभी carter road
tumse jo dekhte hī pyār huā
ziṅdgī meṅ pahlī bār huā
tum itne din thī kahāṅ maiṅ ḍhūṅḍhtā hī rahā
kahāṅ
kabhī lincoln road kabhī carter road kabhī warder road kabhī peddar road
itne kūṅche duniyā chhānī mere dil ne ek na mānī
kahāṅ kahāṅ par tujhko ḍhūṅḍhā tere lie maiṅ huī dīvānī
phir bhī na terā dīdār huā pyār mere se kaī bār huā
par tum itne din thī kahāṅ maiṅ ḍhūṅḍhtā hī rahā
kahāṅ
kabhī turner road kabhī carter road kabhī jarbii road kabhī arthur road
prem pahelī aisī uljhī zor lagāyā par na suljhī
pyār pe koī zor nahīṅ hai dil meṅ koī aur nahīṅ hai
tere lie dil bezār huā yār mere aisā kaī bār huā
par tum itne din thī kahāṅ maiṅ ḍhūṅḍhtā hī rahā
kahāṅ
kabhī belly road kabhī parla road kabhī meera road kabhī bandar road
ūpar vāle kī hai māyā usne hamko khūb milāyā
bhūle bhaṭke āj mile haiṅ dekho kitne phūl khile haiṅ
jāne do jo ab tak yār huā milte hī ab ikrār huā
chalte haiṅ donoṅ vahāṅ man pūchho ab tum kahāṅ
par kahāṅ
lincoln road warder road tankan road badminton road
cadder road kabhīi peddar road
worli road kabhī arthur road
turner road kabhī carter road