तुमने न हमसे कुछ कहा था हमने भी कुछ कहा नहीं
ये प्यार कब हो गया था क्या अजीब है ये ज़िंदगी
कुछ वक़्त हमने संग गुज़ारे चंद पल साथ भी चले
संग संग राह में बढ़े हम राह जो मिले भी ना मिले
अब इतने दूर तुम गए हो क्या अजीब हैं ये सिलसिले
तुमने न हमसे …
तुम रहोगे दिल की धड़कन में साँस भी न लें तुम्हारे बिन
आँखों में बसी हँसी तुम्हारी याद तुम रहोगे रात दिन
मेरे हर रंग में बसे हो कैसे मैं कहूं तू अजनबी
तुमने न हमसे …
tumne na hamse kuchh kahā thā hamne bhī kuchh kahā nahīṅ
ye pyār kab ho gayā thā kyā ajīb hai ye ziṅdgī
kuchh vaqt hamne saṅg guzāre chaṅd pal sāth bhī chale
saṅg saṅg rāh meṅ baṛhe ham rāh jo mile bhī nā mile
ab itne dūr tum gae ho kyā ajīb haiṅ ye silsile
tumne na hamse …
tum rahoge dil kī dhaṛkan meṅ sāṇs bhī na leṅ tumhāre bin
āṇkhoṅ meṅ basī hṇsī tumhārī yād tum rahoge rāt din
mere har raṅg meṅ base ho kaise maiṅ kahūṅ tū ajanbī
tumne na hamse …