तुमने मुझे देखा, हो कर मेहरबां
तुमने मुझे देखा, हो कर मेहरबां
रुक गई ये ज़मीं, थम गया आसमां
जान-ए-मन, जान-ए-जाँ
कही दर्द की सहरा में रुकते चलते होते
इन होठों की हसरत में तपते जलते होते
मेहरबान हो गई जुल्फ की बदलियाँ
जान-ए-मन, जान-ए-जाँ
लेकर ये हसीं जलवे, तुम भी न कहाँ पहुचे
आख़िर को मेरे दिल तक, कदमों के निशां पहुचे
ख़त्म से हो गये, रास्ते सब यहाँ
जान-ए-मन, जान-ए-जाँ
tumne mujhe dekhā, ho kar meharbāṅ
ruk gaī ye zamīṅ, tham gayā āsmāṅ
jān-e-man, jān-e-jāṇ
kahī dard kī sahrā meṅ rukte chalte hote
in hoṭhoṅ kī hasrat meṅ tapte jalte hote
meharbān ho gaī julph kī badliyāṇ
jān-e-man, jān-e-jāṇ
lekar ye hasīṅ jalve, tum bhī na kahāṇ pahuche
ākhir ko mere dil tak, kadmoṅ ke niśhāṅ pahuche
khatm se ho gaye, rāste sab yahāṇ
jān-e-man, jān-e-jāṇ