तुमने किसी से कभी प्यार किया है
तुमने किसी से कभी प्यार किया है
बोलो ना
तुमने किसी से कभी प्यार किया है
प्यार भरा दिल किसी को दिया है
प्यार कहां अपनी किस्मत में प्यार का बस दीदार किया है
तुमने किसी से …
तुम हो इतने हसीं कि तुम पर लाखों मरती होंगी
तुम हो इतने जवां हज़ारों आहें भरती होंगी
किसको कहा तुमने अपना
बन के रहे किस का सपना
सपनें तो सपनें हैं आखिर किसने इन्हें साकार किया है
तुमने किसी से …
मैने देखा हाल दिलों का देखे दो दिलवाले
मैने देखे दो दिलवाले
एक दूजे के प्यार पे दोनों जान लुटाने वाले
दोनों जान लुटाने वाले
प्यार का सारा जहां दुश्मन
देख सका ना उनका मिलन
औरों की छोड़ो अपनी सुनाओ तुमने कहां दिल हार दिया है
तुमने किसी से …
tumne kisī se kabhī pyār kiyā hai
bolo nā
tumne kisī se kabhī pyār kiyā hai
pyār bharā dil kisī ko diyā hai
pyār kahāṅ apnī kismat meṅ pyār kā bas dīdār kiyā hai
tumne kisī se …
tum ho itne hasīṅ ki tum par lākhoṅ martī hoṅgī
tum ho itne javāṅ hazāroṅ āheṅ bhartī hoṅgī
kisko kahā tumne apnā
ban ke rahe kis kā sapnā
sapneṅ to sapneṅ haiṅ ākhir kisne inheṅ sākār kiyā hai
tumne kisī se …
maine dekhā hāl diloṅ kā dekhe do dilvāle
maine dekhe do dilvāle
ek dūje ke pyār pe donoṅ jān luṭāne vāle
donoṅ jān luṭāne vāle
pyār kā sārā jahāṅ duśhman
dekh sakā nā unkā milan
auroṅ kī chhoṛo apnī sunāo tumne kahāṅ dil hār diyā hai
tumne kisī se …