Tumko kitnaa pyaar hai kitnaa beqraar hai jiyaa

तुमको कितना प्यार है कितना बेक़रार है जिया
Work
Year
Language

ल: तुमको कितना प्यार है कितना बेक़रार है जिया
जाओ जी जाओ हमने तुम्हें देख लिया
कि: हमने भी सरकार देख लिया
ग़ुस्से में है प्यार देख लिया
ल: तुमको कितना प्यार …

कि: पल में न जाए तुम्हारी गली तो दिल के करीब सी है
पल में है दूर ये भी अदा तुम्हारी अजीब सी है
ल: एक मेरे तुम तो हो तुम भी दीवाने हो देख लिया
जाओ जी जाओ …
कि: हमने भी सरकार …

ल: आओ गले लगा कर तुम्हारी बाँहों में झूल जाएँ
खो जाएँ इक दूजे में सारी बातों को भूल जाएँ
कि: आज फिर प्यार से हमको न सताओ
जाओ जी जाओ …
ल: हमने भी सरकार …
कि: तुमको कितना प्यार …

la: tumko kitnā pyār hai kitnā beqrār hai jiyā
jāo jī jāo hamne tumheṅ dekh liyā
ki: hamne bhī sarkār dekh liyā
ġhusse meṅ hai pyār dekh liyā
la: tumko kitnā pyār …

ki: pal meṅ na jāe tumhārī galī to dil ke karīb sī hai
pal meṅ hai dūr ye bhī adā tumhārī ajīb sī hai
la: ek mere tum to ho tum bhī dīvāne ho dekh liyā
jāo jī jāo …
ki: hamne bhī sarkār …

la: āo gale lagā kar tumhārī bāṇhoṅ meṅ jhūl jāeṇ
kho jāeṇ ik dūje meṅ sārī bātoṅ ko bhūl jāeṇ
ki: āj phir pyār se hamko na satāo
jāo jī jāo …
la: hamne bhī sarkār …
ki: tumko kitnā pyār …