तुमको देखा तो क्या ये हो गया
तुमको देखा तो क्या ये हो गया
लगता है के सारी दुनिया हसीन है
तुम जो आए तो दिल ने ये कहा
तुम जो हो मेरे तो जीना हसीन है
कैसे बताऊं मैं तुम्हें क्या तुममें बात है
चेहरे पे चाँदनी है तो ज़ुल्फ़ों में रात है
ये सारा तन बदन मेरा जैसे महक उठा
जिस पल तूने प्यार से थामा ये हाथ है
चंदन जैसी इन महकी सी बाहों का ये घेरा कितना हसीन है
तुम जो आए तो …
कैसे बताऊं मैं तुम्हें क्या बात हो गई
तुमको जो मैने पा लिया तो मैं ही खो गई
सीने पे मेरे सर रखो पलकों को मूंद लो
देखो वो चाँद की किरण फूलों में सो गई
सीखे कोई तुमसे जादूगरी बातें हैं ये प्यारी लहजा हसीन है
हाय तुमको देखा तो …
tumko dekhā to kyā ye ho gayā
lagtā hai ke sārī duniyā hasīn hai
tum jo āe to dil ne ye kahā
tum jo ho mere to jīnā hasīn hai
kaise batāūṅ maiṅ tumheṅ kyā tummeṅ bāt hai
chehre pe chāṇdnī hai to zulfoṅ meṅ rāt hai
ye sārā tan badan merā jaise mahak uṭhā
jis pal tūne pyār se thāmā ye hāth hai
chaṅdan jaisī in mahkī sī bāhoṅ kā ye gherā kitnā hasīn hai
tum jo āe to …
kaise batāūṅ maiṅ tumheṅ kyā bāt ho gaī
tumko jo maine pā liyā to maiṅ hī kho gaī
sīne pe mere sar rakho palkoṅ ko mūṅd lo
dekho vo chāṇd kī kiraṇ phūloṅ meṅ so gaī
sīkhe koī tumse jādūgrī bāteṅ haiṅ ye pyārī lahjā hasīn hai
hāy tumko dekhā to …