Tumhen main agar apnaa saathee banaa loon

तुम्हें मैं अगर अपना साथी बना लूँ
Work
Year
Language

ल: तुम्हें मैं अगर अपना साथी बना लूँ
बता दो साथ दोगे कहाँ तक
र: ज़मीं से जहाँ आसमाँ मिल रहा है
न छोड़ेंगे दामन तुम्हारा वहाँ तक

ल: यहाँ हर क़दम पर नई दिलक़शी है
कहाँ तक तुम्हारा भरोसा करूँ मैं
र: दुआ है के बेनूर हो जाएँ आँखें
किसी और की जो तमन्ना करूँ मैं

ल: सलामत हैं जब तक ये ज़ुल्फ़ों के साए
तो फिर और किसका अरमान होगा
र: तुम्हारे ही क़दमों में मरना हुआ
तो ये मरना कितना आसान होगा

la: tumheṅ maiṅ agar apnā sāthī banā lūṇ
batā do sāth doge kahāṇ tak
ra: zamīṅ se jahāṇ āsmāṇ mil rahā hai
na chhoṛeṅge dāman tumhārā vahāṇ tak

la: yahāṇ har qadam par naī dilaqśhī hai
kahāṇ tak tumhārā bharosā karūṇ maiṅ
ra: duā hai ke benūr ho jāeṇ āṇkheṅ
kisī aur kī jo tamannā karūṇ maiṅ

la: salāmat haiṅ jab tak ye zulfoṅ ke sāe
to phir aur kiskā armān hogā
ra: tumhāre hī qadmoṅ meṅ marnā huā
to ye marnā kitnā āsān hogā