Tumhen dil se chaahaa thaa hamne magar tum hue na hamaare

तुम्हें दिल से चाहा था हमने मगर तुम हुए न हमारे
Year
Language

तुम्हें दिल से चाहा था हमने मगर तुम हुए न हमारे
हमीं से ही ये बेरुखी क्‌यों सभी दोस्त हैं तुमको प्यारे

जो काबिल न थे दोस्ती के रहे पास वो आप ही के
हमें बस अदावत से देखा न इक दिन मुहब्बत से देखा
करो लाख इनके नज़ारे किसी के न होंगे सितारे
ये बस देख ले मेरे प्यारे छुओ तो ये शोले शरारे

हसीं जितनी जिसकी अदा है के उतना ही वो बेवफ़ा है
के पत्थर का इनका जिगर है वफ़ा का न इन पे असर है

tumheṅ dil se chāhā thā hamne magar tum hue na hamāre
hamīṅ se hī ye berukhī k‌yoṅ sabhī dost haiṅ tumko pyāre

jo kābil na the dostī ke rahe pās vo āp hī ke
hameṅ bas adāvat se dekhā na ik din muhabbat se dekhā
karo lākh inke nazāre kisī ke na hoṅge sitāre
ye bas dekh le mere pyāre chhuo to ye śhole śharāre

hasīṅ jitnī jiskī adā hai ke utnā hī vo bevafā hai
ke patthar kā inkā jigar hai vafā kā na in pe asar hai