तुम्हें दिल की बात बता दूँ ... cओम्मन्दो
तुम्हें दिल की बात बता दूँ
क्या
पहले तो दिल की हालत ना ऐसी थी
तुमसे यूं मिलते ही दिल को क्या हो गया
commando commando commando
दिल की मैं क्या जानूं पर मेरा वादा है
तेरी जां के लिए जान दे देगा ये
commando commando ये commando
हाथों से जब हाथ तेरा छू जाए
मेरे दिल की नब्ज़ ठहरती जाए
दिल तो है शीशे का एक खिलौना
छूटे हाथों से तो टूट भी जाए
दिल मिल के जो टूटे न वो दिल है क्या दिल है क्या
commando …
आज हवा का रुख बदला बदला है
जाने मौसम का इरादा क्या है
तूफ़ानों से लड़ना काम मेरा है
साथ तुम्हारे मैं हूँ फिर डर क्या है
आ पास आ दिल बोले क्या सुन ज़रा
commando …
tumheṅ dil kī bāt batā dūṇ
kyā
pahle to dil kī hālat nā aisī thī
tumse yūṅ milte hī dil ko kyā ho gayā
commando commando commando
dil kī maiṅ kyā jānūṅ par merā vādā hai
terī jāṅ ke lie jān de degā ye
commando commando ye commando
hāthoṅ se jab hāth terā chhū jāe
mere dil kī nabz ṭhahartī jāe
dil to hai śhīśhe kā ek khilaunā
chhūṭe hāthoṅ se to ṭūṭ bhī jāe
dil mil ke jo ṭūṭe na vo dil hai kyā dil hai kyā
commando …
āj havā kā rukh badlā badlā hai
jāne mausam kā irādā kyā hai
tūfānoṅ se laṛnā kām merā hai
sāth tumhāre maiṅ hūṇ phir ḍar kyā hai
ā pās ā dil bole kyā sun zarā
commando …