तुम्हें बाँधने के लिये मेरे पास और क्या है
(तुम्हें बांधने के लिये मेरे पास और क्या है
मेरा प्रेम है
मेरा प्रेम है रे, मेरा प्रेम है -2) -2
मेरा प्रेम है रे, मेरा प्रेम है -2
कली की खुल खुल जाती
ओऽ ओऽ
कली की खुल खुल जाती खुशबू उड़ उड़ जाती
कुम्हलाती फूलों की माला मन को बांध न पाती -2
बुल्बुल बनके भेद बताती
क्या pause क्या?
तुम्हें बांधने के लिये मेरे पास और क्या है …
ओऽ ओऽ हो हो हो
प्रीत के राजा मेरी प्रीत के राजा -2
कैसे मैं तुमको रिझाऊँगी
(काली काली नीलम के झूलेसे
नयनों में तुमको झुलाऊंगी) -2
कोयल बनके गीत सुनाऊँगी
क्या pause क्या?
तुम्हें बांधने के लिये मेरे पास और क्या है …
(तुम्हें बांधने के लिये मेरे पास और क्या है
मेरा प्रेम है
मेरा प्रेम है रे, मेरा प्रेम है -2)
(tumheṅ bāṅdhne ke liye mere pās aur kyā hai
merā prem hai
merā prem hai re, merā prem hai -2) -2
merā prem hai re, merā prem hai -2
kalī kī khul khul jātī
o' o'
kalī kī khul khul jātī khuśhbū uṛ uṛ jātī
kumhlātī phūloṅ kī mālā man ko bāṅdh na pātī -2
bulbul banke bhed batātī
kyā pause kyā?
tumheṅ bāṅdhne ke liye mere pās aur kyā hai …
o' o' ho ho ho
prīt ke rājā merī prīt ke rājā -2
kaise maiṅ tumko rijhāūṇgī
(kālī kālī nīlam ke jhūlese
naynoṅ meṅ tumko jhulāūṅgī) -2
koyal banke gīt sunāūṇgī
kyā pause kyā?
tumheṅ bāṅdhne ke liye mere pās aur kyā hai …
(tumheṅ bāṅdhne ke liye mere pās aur kyā hai
merā prem hai
merā prem hai re, merā prem hai -2)