तुम्हीं को चाहता है दिल तुम्हीं से प्यार है
तुम्हीं को चाहता है दिल तुम्हीं से प्यार है
तुम्हारी इन अदाओं में बड़ा खुमार है
खफ़ा न हो ओ जानां के देखे ये ज़माना
मैं हो गया दीवाना दिल बेकरार है
तुम्हीं को चाहता है …
डाल के नज़र नज़र की मस्तियाँ
मुझ पे यूं गिराईं तूने बिजलियाँ
मदहोश मैं हूँ के होश खो गया
दिल की लगी में ये हाल हो गया
अब तो दिल पे बस तुम्हारा इख्तियार है
तुम्हीं को चाहता है …
और भी करीब आने दो मुझे
धड़कनें ज़रा चुराने दो मुझे
तड़पा के ऐसे न जाओ जान-ए-मन
मुझको गले से लगाओ जान-ए-मन
क्या खिला खिला समां है क्या बहार है
तुम्हीं को चाहता है …
tumhīṅ ko chāhtā hai dil tumhīṅ se pyār hai
tumhārī in adāoṅ meṅ baṛā khumār hai
khafā na ho o jānāṅ ke dekhe ye zamānā
maiṅ ho gayā dīvānā dil bekrār hai
tumhīṅ ko chāhtā hai …
ḍāl ke nazar nazar kī mastiyāṇ
mujh pe yūṅ girāīṅ tūne bijliyāṇ
madhośh maiṅ hūṇ ke hośh kho gayā
dil kī lagī meṅ ye hāl ho gayā
ab to dil pe bas tumhārā ikhtiyār hai
tumhīṅ ko chāhtā hai …
aur bhī karīb āne do mujhe
dhaṛakneṅ zarā churāne do mujhe
taṛpā ke aise na jāo jān-e-man
mujhko gale se lagāo jān-e-man
kyā khilā khilā samāṅ hai kyā bahār hai
tumhīṅ ko chāhtā hai …