Tumheen ho maataa, pitaa tumhee ho, tumhee ho bandhu sakhaa tumhee ho

तुम्हीं हो माता, पिता तुम्ही हो, तुम्ही हो बंधु सखा तुम्ही हो
Work
Language

तुम्हीं हो माता, पिता तुम्ही हो, तुम्ही हो बंधु सखा तुम्ही हो

तुम्ही हो साथी तुम्ही सहारे, कोई न अपना सिवा तुम्हारे
तुम्ही हो नय्या तुम्ही खिवय्या, तुम्ही हो बंधु सखा तुम्ही हो

जो खिल सके ना वो फूल हम हैं, तुम्हारे चरनों की धूल हम हैं
दया की दृष्टि सदा ही रखना, तुम्ही हो बंधु सखा तुम्ही हो

tumhīṅ ho mātā, pitā tumhī ho, tumhī ho baṅdhu sakhā tumhī ho

tumhī ho sāthī tumhī sahāre, koī na apnā sivā tumhāre
tumhī ho nayyā tumhī khivayyā, tumhī ho baṅdhu sakhā tumhī ho

jo khil sake nā vo phūl ham haiṅ, tumhāre charnoṅ kī dhūl ham haiṅ
dayā kī dṛṣhṭi sadā hī rakhnā, tumhī ho baṅdhu sakhā tumhī ho