Tumhe ho naa ho, mujhko to itnaa yakeen hai

तुम्हे हो ना हो, मुझको तो इतना यकीं है
Work
Year
Language

तुम्हे हो ना हो, मुझको तो इतना यकीं है
मुझे प्यार तुमसे नहीं है, नहीं है

मुझे प्यार तुमसे नहीं है, नहीं है
मगर मैंने ये राज़ अब तक ना जाना
के क्यों प्यारी लगती हैं बातें तुम्हारी
मैं क्यों तुमसे मिलने का ढूँढू बहाना
कभी मैंने चाहा तुम्हे छू के देखूँ
कभी मैंने चाहा तुम्हे पास लाना
मगर फिर भी इस बात का तो यकीं है

फिर भी जो तुम दूर रहते हो मुझसे
तो रहते हैं दिल पे उदासी के साये
कोइ ख्वाब ऊँचे मकानों से झाँके
कोइ ख्वाब बैठा रहे सर झुकाए
कभी दिल की राहों में फैले अँधेरा
कभी दूर तक रोशनी मुस्कुराये
मगर फिर भी इस बात का तो यकीं है

tumhe ho nā ho, mujhko to itnā yakīṅ hai
mujhe pyār tumse nahīṅ hai, nahīṅ hai

mujhe pyār tumse nahīṅ hai, nahīṅ hai
magar maiṅne ye rāज़ ab tak nā jānā
ke kyoṅ pyārī lagtī haiṅ bāteṅ tumhārī
maiṅ kyoṅ tumse milne kā ḍhūṇḍhū bahānā
kabhī maiṅne chāhā tumhe chhū ke dekhūṇ
kabhī maiṅne chāhā tumhe pās lānā
magar phir bhī is bāt kā to yakīṅ hai

phir bhī jo tum dūr rahte ho mujhse
to rahte haiṅ dil pe udāsī ke sāye
koi khvāb ūṇche makānoṅ se jhāṇke
koi khvāb baiṭhā rahe sar jhukāe
kabhī dil kī rāhoṅ meṅ phaile aṇdherā
kabhī dūr tak rośhnī muskurāye
magar phir bhī is bāt kā to yakīṅ hai