tumheṅ dekhtī hūṇ to lagtā hai aise
ke jaise yugoṅ se tumhe jāntī hūṇ
agar tum ho sāgar …
agat tum ho sāgar, maiṅ pyāsī nadī hūṇ
agar tum ho sāvan, maiṅ jaltī kalī hūṇ % <==== !!
mujhe merī nīṅdeṅ, merā chain de do
mujhe merī sapnoṅ kī ik rain, de do na
yahī bāt …
yahī bāt pahle bhī tumse kahī thī
vahī bāt phir āj, dohrā rahī hūṇ
tumheṅ chhūke pal meṅ, bane dhūl chandan -2
tumhārī mahak se, mahakne lage tan
mere pās āo …
mere pās āo, gale se lagāo
piyā aur tumse maiṅ kyā chāhtī hūṇ
murliyā samajhkar, mujhe tum uṭhā lo
bas ik bār hoṅṭhoṅ se apne, lagā lo na
koī sur to jāge,
koī sur to jāge, merī dhaṛaknoṅ meṅ
ke maiṅ apnī sargam se rūṭhī huī hūṇ
% -- ṣhaśhikhant zośhi urf Pintu ḍivn