Tumhaare sivaa kuchh naa chaahat karenge

तुम्हारे सिवा कुछ ना चाहत करेंगे
Year
Language

तुम्हारे सिवा कुछ ना चाहत करेंगे
के जब तक जियेंगे मोहब्बत करेंगे
मोहब्बत मोहब्बत
तुम्हारे सिवा …

नज़र चाहती है दीदार करना
ये दिल चाहता है तुम्हें प्यार करना
तुम्हारी वफ़ा में डूबे रहें हम
क्‌या हाल दिल का ये कैसे कहें हम
महकने लगेगा हो हो महकने लगेगा बदन ये तुम्हारा
हम आँखों से ऐसी शरारत करेंगे
तुम्हारे सिवा …

हमें अपने दिल में बसाया है तुमने
मुहब्बत के काबिल बनाया है तुमने
अगर तुम ना मिलते तो हम जी न पाते
किसे अपना कहते कहां दिल लगाअते
सज़ा रब जो देगा ओ ओ सज़ा रब जो देगा वो मंज़ूर हमको
के अब हम तुम्हारी इबादत करेंगे
तुम्हारे सिवा …

tumhāre sivā kuchh nā chāhat kareṅge
ke jab tak jiyeṅge mohabbat kareṅge
mohabbat mohabbat
tumhāre sivā …

nazar chāhtī hai dīdār karnā
ye dil chāhtā hai tumheṅ pyār karnā
tumhārī vafā meṅ ḍūbe raheṅ ham
k‌yā hāl dil kā ye kaise kaheṅ ham
mahakne lagegā ho ho mahakne lagegā badan ye tumhārā
ham āṇkhoṅ se aisī śharārat kareṅge
tumhāre sivā …

hameṅ apne dil meṅ basāyā hai tumne
muhabbat ke kābil banāyā hai tumne
agar tum nā milte to ham jī na pāte
kise apnā kahte kahāṅ dil lagāate
sazā rab jo degā o o sazā rab jo degā vo maṅzūr hamko
ke ab ham tumhārī ibādat kareṅge
tumhāre sivā …